Asghar ko leke godh mein

Download Report

Transcript Asghar ko leke godh mein

Asghar ko leke godh mein Mir Hasan Mir

www.understandingaza.com

Asghar ko le ke god mein kehti he karbala Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Karbala, while taking Asghar in its lap, says: This is that Ali that never lived in a house www.understandingaza.com

Chhe mah ke ghareeb musafir ko sompke Kehne lage Hussain ye qabre sagheer se After giving this six month old baby to the little grave, Imam Hussain said

www.understandingaza.com

Rakhna zara khayaal mere tishnaqaam ka Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Take care of this thirsty child, This is that Ali who never stayed in a house

www.understandingaza.com

Asghar ko le ke god mein kehti he karbala Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Karbala, while taking Asghar in its lap, says: This is that Ali that never lived in a house www.understandingaza.com

Madar ye ben karti thi dil me he ye kasak Sughra tumhari god se aaghoshe qabr tak His mother always cried that I have this guilt in my heart that from the laps of Sughra to the darkness of the grave

www.understandingaza.com

Asghar ko mot ne kahin rukne nahin diya Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Death did not let Ali Asghar stop, This is that Ali who never stayed in a house

www.understandingaza.com

Asghar ko le ke god mein kehti he karbala Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Karbala, while taking Asghar in its lap, says: This is that Ali that never lived in a house www.understandingaza.com

Ma soch ti thi dhal tha he din ho rahi he sham Jhoole me lot aayega shayad woh tishnaqaam His mother thought that the sun is setting and its evening, the thirsty boy would come back into his cradle

www.understandingaza.com

Lekin ghazab huwa ke woh jhula bhi jalgaya Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila But what a strange sight that even his cradle got burnt, This is that Ali who never stayed in a house

www.understandingaza.com

Asghar ko le ke god mein kehti he karbala Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Karbala, while taking Asghar in its lap, says: This is that Ali that never lived in a house www.understandingaza.com

Galiyon me shehre kufa ki bazaare sham me Shireen ke ghar kabhi kabhi darbare sham me Sometimes in the alleys sometimes in the city of Kufa or in the streets of Shaam, Sometimes in the house of Shireen and sometimes in the court of Shaam

www.understandingaza.com

Marne ke baad bhi abhi Asgher safar me tha Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Even after Ali Asghar died he was still travelling, This is that Ali who never stayed in a house

www.understandingaza.com

Asghar ko le ke god mein kehti he karbala Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Karbala, while taking Asghar in its lap, says: This is that Ali that never lived in a house www.understandingaza.com

Nanhe se sar ko yaas se bas takte rehte the Phir khun ro ke sayyade sajjad kehte the Sayyade Sajjad used to hold his head in despair and would cry and say:

www.understandingaza.com

Mein woh Ali hun jis ka bhara ghar ujar gaya Ye woh Ali jis ko kabhi ghar nahin mila I am the Ali whose family was ruined and This is that Ali who never stayed in a house

www.understandingaza.com

Asghar ko le ke god mein kehti he karbala Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Karbala, while taking Asghar in its lap, says: This is that Ali that never lived in a house www.understandingaza.com

Jane laga watan jo ghareebon ka kaarvan Mur mur kar kehti jaati thi ek khaali god maan When the caravan started going towards their city, the mother whose laps were now empty kept turning around and saying

www.understandingaza.com

Rakhio sambhal kar ise ay arze nainava Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Oh land of nainawa take care of him because, This is that Ali who never stayed in a house

www.understandingaza.com

Asghar ko le ke god mein kehti he karbala Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Karbala, while taking Asghar in its lap, says: This is that Ali that never lived in a house www.understandingaza.com

Dar he ye phir se koi sina par utha na le Lipta huwa he ab bhi woh seene se baap ke Out of fear that someone else will put him on another spear, he is still hugging the chest of his father,

www.understandingaza.com

Ro ro kehrahi he takallum ye karbala Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila Karabala is still crying and saying, “takallum” This is that Ali who never stayed in a house