SACH KAHO (NAZAM) ISMAIL MERITHI (POET)

Download Report

Transcript SACH KAHO (NAZAM) ISMAIL MERITHI (POET)

CLASS : III
SUBJECT: URDU
NAME :KANWAL ZEHRA
DATE:15/7/2011
PAS-E-MANZAR
(SHAAIR KA)
 MOULANA ISMAIL MIRUTHI 12/11/1844 KO
MIRUTH MAIN PAIDA HOYE.
 APP KAY WALID SHAIKH PIR BUKSH AIK
TALIM YAFTA INSAN THAY AUR WHO HEE
MOULANA KAY PEHLAY USTAD THAY.
 GHER PER FAARSI AUR 10 SAL KEE UMER MAIN
QURAN KHATAM KIYA.
 FAARSI KEE ALA TALIM AIK ALIM RAHIM BAIG
SAY HASIL KEE.
KHASOSIAT
 MOULANA NAY DEENI ULOOM KEE TAKMEEL
KAY BAD JADID ULOOM SEKHAY.
 ANGREZI ZUBAN PER MAHARAT HASIL KEE
AUR ENGINEERING KA IMTEHAN PASS KIYA.
 APP NAY ALA MULAZMAT HASIL KERNAY KAY
BAJAYE TADRIS KA SHOBA IKHTIAR KEA.
 MOULANA NAY APNI SARI ZINDAGI QAOUM
KAY NONEHALON KEE ZEHNI AUR IKHLAQI
TARBIAT MAIN WAQF KER DEE.
ASRAT
 IN KEE NAZMON KAY ZARIAY BACHON MAIN
ILM KA SHOUQ PAIDA HOTA HAY.
 TALIM KAY SATH SATH BACHON KEE IKHLAQI AUR
TEHZIBI TARBIAT BHEE HOTI HAY.
HURF-E-AKHIR
 MOULANA KEE ZINDAGI QAOUM KEE TALIM O
TARBIAT AUR KHIDMAT GUZARI KA BEHTREEN
NAMONA THEE.
 MOULANA NAY IKHLAQI AUR TALIMEE ISLAH
KEE KOSHISAIN SARI UMER JAREE RAKHEEN.
 MOULANA KEE NAZMAIN ITNI SADA AUR
DILKASH HAIN K AKSER ASHAR AIK MARTABA
PERHNAY SAY HEE YAD HO JATY HAIN.