Transcript Document

LESSON PLAN
BY
FARHEEN NIGAR
DA MHS PHASE IV
H A Z R AT A I S H A ( R A )
 CLASS
IV
 SUBJECT
URDU
 SUBJECT TEACHER
FARHEEN NIGAR
 DATE
23 JUNE 2011
BAC KG RO U N D
 Hazrat Aisha Name Siddiqua Laqab umm-ul-momineen
khitab aur kunait Umm e Abdullah
 Hazoor Pak say ap ka Nikah Hijrat say Teen sal qabal
Makkay he may ho gaya tha . App Rasool Say bay Inteha
muhabbat aur aqeedat rakahti theen.
T H E O RY
 Hazrat Aisha nay apne poori Zindagi aurton aur mardoon may Islami Aqdar aur
kawaneen ke taleem denay may sarf kar de.
 Hazrat Aisha ka shumar Madinay kay un chand ulema may hota tha Jin kay fatway
par logo ko kulli aitimad tha
 Hazrat Aisha app ka kam khod apnay Hath say anjam danay may fakhar masos
karte the.
 Masjid-e- Nabvi may deay janay walay daras may Hazrat Aisha apanay Hujaray
may Baith kar shareek hote theen.
EFFECT
 Ilmi Kamlat:
Deen ke Kedmat aur Hazoor Akram ke Talmait Arshdat ke Tablegh o
Ishaat may umm-ul- momineen Hazrat Aisha ka koi sane nai tha
 Hazrat Aisha nay Mazhab Akhlaq kay sath deene masail
ke Jamia Tashriat Kee. Aj bhi Amal kea jata hain.
C O N C LU S I O N
Aik Muslman Aorat kay leay seeret Aisha may Orat ke
zendagi kay tamam pehlo shadi Rukhstai, Shour ke
khidmat Atayat, Soken say talkat, lavaldi, Ghorbat khana
dare, Rashak o hasad Ghraz ar halat kay ley talked kay
nomanay majood hn. App ke Zendgai Alme,amal, Ikhliki
Gharaz har kisam kay Ghornar say mala mal haiy.
HIGHER ORDER THINKING
Analyzing
 Hazrat Ashia Benta Abbu bakar Aslimi Tarekhe may umm-u- momineen ke Hasiat
say Mashoor hain. un ke zendagi Musalman Ort okay ley Mashail ra hain
Evaluating
 Hazrat Ashia nay Apne Poore zendgi Ortoon aur Mardoon may Islam,Islami
Akham, qavaneen aur Akhlak o Adab ke Taleem dany may Sarf ke.
Creating
 Hamay Hazrat Aisha ke Seerat ka Mutalia karna chiay. Au res par amal karna
cheay.
QUIZ
1.
Hazrat Aisha khahan paida howayn?
1.
2.
Madina
2.
Makkah
3.
App kay Walid ka kea Name Tha?
1. Hazrat Abbu Bakar Siddiqui
2. Hazrat Umar Farooq 3. Hazrat Usman Ghani
3.
Apka Hujra Masjad
4.
Hazrat Aisha Hazoor ke Chahiti
5.
Hazrat Aisha ko Jannat Ulbakee may Dafan kea ghea.
kay barabar may tha.
Sahi
6.
theen.
Ghalat
App nihayat saki theen jo raqam ate rahi Khuda may kharch kar daiteen theen.
Sahi
7.
Arak
Ghalat
Hazrat Aisha say kitne Ahadees Marvi hain.
1.
2121
2.
2212
3.
2210
AC T I O N P L A N
 Name :
Farheen Nigar
 Institute:
DA MHS Phase IV Karachi
 Subject :
Urdu
 Class
IV
:
LO N G T E R M G OA L
Talbha o Talbat ko umm-ul- momineen Hazrat Ashia ke
zendagi kay baray may batana un Ke zindagi kay mukhtalef
Pehloo ko ujagar karana un ki khobion ko numian karna
aur un ke serat par amal karnay ka daras dina.
S H O RT T E R M G OA L
Talaba o Talbat ko Mashoor Islimi Khawateen kay baray
may batana Hazrat Aisha kon theen ? kis ke Sahabzadi
theen um-ul-momaneen ka darja kasay hasal kea aur un ke
zendgi hamaray leay kasay mashala rah haiy.
NEWS LETTER
“ Hazrat Aisha nay apni zindagi Ortoon aur Mardoon may
Islam, Islami Akham o Khawaneen aur Akhlak o Adab ke
taleem danay may sarf ke aur Islam ke Bash baha Khidmat
anjam diy.
“Hazrat Aisha say 2210 Ahadees marvi hain Hazrat Aisha ka
shumar Madinay kay un chund Ulma may hota tha jin kay
fatvay par logo ko kulli atmad tha.
I N S T RU C T I O NA L S T R AT E G Y
 Bachoon ko Hazrat Aisha ke zindagi say matlak malomat
farhim ke,es kay leay un say Mukhtalif sawalat pochay
geays
 Bachon okay mukhtalef groups banay gay aur un say
hazrat Aisha say mautlik malomat ektha karnay ko kaha
ghea.
CHALLENGES
+ S O LU T I O N S
Talba o Talbat ko Hazrat Aisha par aik monseel Mazmoon
leknay ko kea ghea au res selsalay may Internet aur Library
say malmot jama karnay ko kaha gea.
TIME LINE
Es mazmoon ke monasbat par Aik Haftay may yakain am
makmal karna hai. Au es kay leay 21st century aproching
skill
R E S O U RC E S
 Seerat Aisha by Syed Sulaiman Nadvi
 Wajdan by Shahid Iqbal Shami
 Bi Bi Aisha Siddiqa by Umm-e-Mumtaz
 Urdugalaxy.com