Powerpoint - WordPress.com

Download Report

Transcript Powerpoint - WordPress.com

Hussain mujhko maaf karna
Hussain please forgive me
Shuja Rizvi
understandingaza.com
Ajab tha akbar ki laash par bhi jo meine
apni duaein maangi
Barehna binte nabi ke sar se jo betiyon ki
ridaaein maangi
It was strange, I came to the body of Akbar
and asked for my hajaat
I asked for the Hijabs for my daughter for
the sake of the daughters of the Prophet
who lost them
understandingaza.com
Tarapte Asghar ko dekh kar bhi nawaas o
poton ki khair maangi
Shikasta qasim ke tukre dekhe pa ham
nawaaon ki khair maangi
When I saw the tortured Asghar, I prayed
for the safety of my grandchildren
When I saw the pieces of defeated Qasim, I
asked for the safety of our youth
understandingaza.com
Maqaame zainab se khaimagah tak kyun
meri aankhein khuli huwi thi
Tarapte lashon ko dekh kar bhi duaon par
kyun tuli huwi thi
From the Maqaam of Zainab to the Tents
why were my eyes so open
Seeing the tortured bodies why was I
inclined to pray
understandingaza.com
Mein tere zakhmi badan se hat kar kyun
apni sochon mein ghum khara tha
Jahaan pe qunba qabila sara zameen pe
bikhra huwa para tha
Why was I not thinking about your
wounded body and was involved in my
own thoughts
The place where the family and children
were scattered
understandingaza.com
Mein ganje shuhada ki bikhri lashon pe
apne hosho hawaas mein tha
Mein thanda paani bhi pee raha tha jahan
pe asghar bhi pyaas mein tha
The place where the martyrs’ dead bodies
were scattered, I was in my own thoughts
I was drinking cold water where Asghar
was thirsty
understandingaza.com
Jahaan pe qatil ne nanhi dukhtar ke munh
pe itne tamaache maare
Jalaaye khayme lagaye dur tarapti bachhi
ke dur uthare
The place where the murderer slapped the
little girl on the face
You burnt the tents, you trampled with
horses, you took off the earrings of the
little girl
understandingaza.com
Jahaan pe asghar ke khun ko tu jabeene
aqdas pe mal raha tha
Jahaan pe ghazi ke haath lekar tu
dushmanon mein bhi chup khara tha
Where you were wiping the blood of
Asghar on your holy face
Where you were standing silently holding
the hands of Abbas in the midst of the
enemies
understandingaza.com
Jahaan pe teri ye reeshe aqdas lahu mein
asghar mein tar ba tar thi
Jahaan pe akbar tarap raha tha tamam
aankhon ki roshni thi
Where your holy beard was drenched in
the blood of Asghar
Where Akbar was suffering, where you lost
the light in your eyes
understandingaza.com
Tamam maqtal ki un jaghon par ghiza ki har dam talaash mein
tha
Duaaon mein tha mein rizko rozi ki aur fikre muash mein tha
Mein apne chehre ki zebo zinat mein intihaayi madan raha
tha
Shikasta laashon ke darmiyaan bhi mein narm bistar pe khush
para tha
In all these places I was constantly looking for my own food
I was thinking about my own desires, my own rizk and
material thoughts
I was deeply involved with the beauty of my own face
In between the defeated bodies I was sleeping happily on a
soft bed
understandingaza.com
Mein ek rasmi salam karke kyun teri turbat se hat gaya tha
Mein faslon se basaate jaate hi tere roze pe jhuk raha tha
Dareeda dehni ki inteha thi mein achhe khanon pe lar raha
tha
Kahaan ke ansu kahaan ka girya mein is tarah dud mein kab
para tha
Why did I just say a traditional salam and then left your grave
I was paying respect to your grave from a distance
My animalistic desires were at its peak, I was fighting for good
food
What are my tears and what is my crying when I have such
behaviour
understandingaza.com
Mein tera mujrim hun mere maalik tu mujhko pathar se dur
banade
Ay Karbala ke qadeem qabil tu mjhko asin se hur bana de
Mein apne qaim ki khair mangun har ek apni dohaa se pehle
Hussain Hussain Hussain mujhko muaaf karna mein zinda aya
hun karbala se
I am your wrongdoer my master, you should better me with
stones
Oh the honour of Karbala, you can easily make me Hur
I will ask for the safety of my living Imam before I ask for
anything else
Hussain Hussain Hussain forgive me! I have returned from
Karbala alive
understandingaza.com