Luqman Hakeem ki Apne bete ko Nasihatein

Download Report

Transcript Luqman Hakeem ki Apne bete ko Nasihatein

‫َّ‬
‫َّحِيم‬
‫ٰنِ الر‬
‫َـ‬
‫ْم‬
‫َّح‬
‫ِ الر‬
‫اللـه‬
‫ِسْم‬
‫ب‬
‫ِ‬
‫ِ‬
‫‪Salsabeel Group‬‬
ِۡ ُ ‫َوإ ۡذ قَا َل لُ ۡق َم ٰـ ُن ِلٱبۡ ِن ِهۦ َوه َُو ي َ ِع ُظ ُه ۥ ي َ ٰـ ُب َ ىن َ ا ش‬
‫َّ إ ى َ شٱل ِ ۡۡر‬
‫ِر َ لَ ُظ ۡ ٌۡل َع ِظ م ٌي‬
‫ِر ۡ بِل ٱ ى ِ إ‬
ِ
ِ
Allah ke sath shirk na kerna, shirk tou bada zulm hai
(13)
Tashreeh:
Shirk - Khaliq ko makhluq se milana.
3 tarah ka hota hai:
1. Aluhiyat mai shirk: Allah ke alawa dusron se
dua,madad mangna.
2. Asma o sifaat may shirk: Allah ke naam dusron
keliye rakhna ya sifaat e Ilaahi ko makhluq may
rakhna.
3. Rabubiyat mai shirk: zameen o asmaan ka Khaliq
Allah ke alawa kisi aur ko banalena.
Amal
Apnay
bachchon
ko Allah
se jodna
hai
Allah ki Asma
o sifaat se
ma’arifat
karani hai
Shirk se
bachana hai
aur shirk aur
uss ke zariyon
se bachana hai
Shirk - buhat
bada zulm hai
agar shirk par
maot hameshagi ki
jahannum
Sachchi Touba Allah Gafoorur
Raheem hai
ِ
ِ
ِ
ِْ ‫َّيَنا‬
ٍ
‫صالُهُ ِفي َعا َم ْي ِن‬
‫ف‬
‫و‬
‫ن‬
‫ه‬
‫و‬
‫ى‬
‫ل‬
‫ع‬
‫ا‬
‫ن‬
‫ه‬
‫و‬
‫ه‬
‫ُم‬
‫أ‬
‫ه‬
‫ت‬
‫ل‬
‫م‬
‫ح‬
‫ه‬
‫ي‬
‫د‬
‫ال‬
ُّ
ٰ
َ
َ
ْ
ْ ‫َوص‬
َ ‫نس‬
َ َ ْ َ َ ً ْ َ ُ ُ َ َ ْ َ ‫ان بِ َو‬
َ ‫اْل‬
ِ ‫َن ا ْش ُكر ِلي وِلو ِال َد ْي َك ِإلَ َّي اْلم‬
ِ‫أ‬
(14)ُ‫صير‬
ُ
ْ
َ
ََ
Aur hum ne inasan ko uss ke maa baap ke muttaliq
takeed ki hai k jiss tarha Maa takleef utha ker bachchey
ko apnay pait mai rakhti hai aur janam deti hai. Phir usko
dou saal tak dudh pilati hai. Allah ka shuker kerta reh aur
apnay maa baap ka bhi. Ke tum ko Allah hi ki taraf laut
ker ana hai
Tashreeh: Pehle Huqooq e Allah se waqif kia aur ab huqooq ul
ibaad se waqfiat ki jarahi hai
**** kaha jata hai ke yeh Allah ki taraf se hukum hai ,
Luqman hakeem ki naseehat nahi ****
‫ وهو على كل شيء قدير‬،‫ له الملك وله الحمد‬،‫ال اله اال اهلل وحده ال شريك له‬
Bachon ko unke palne
may maa baap ki takleef
ka ahsas dilana takay
ehsas e shuker paida ho
Amal
Aur is shuker se
Allah ke shuker
ko jodna ke Allah
ne maa baap ata
kiye
la ilaha ila Allah wahdahu la sharika lah, lahu al-mulk wa lahu al-hamd, wa huwa `ala kulli shay’in qadir
‫ى أَن تُشۡ ِر َك بِى َما لَيۡ َس لَ َك بِ ِۦه ِعلۡمۡ فَ ََل‬
ٰٰٓ َ‫اك َعل‬
َ ‫َوِان َجـٰهَ َد‬
ِ ‫تُ ِطعۡهماۡ وص‬
ُّ ‫احبۡ ُه َما ِفى‬
‫يل‬
َ ِ‫وفۡاۡ َوٱتَّبِعۡ َسب‬
ً ‫ٱلدنَۡيا َمعۡ ُر‬
َ َ َُ
ۡ‫اب ِإلَ َّىۡ ثَُّم ِإلَ َّى َمرۡ ِج ُع ُكم‬
َ ‫( َمنۡ أََن‬15) ۡ‫فَأَُنِّبئُڪ ُُم بِ َما ُكنتُم‬
َ‫تَعۡملُون‬
َ
Agay farmaya ke agar maa baap aulad per zor
daalein ke tu merey sath kisi aisi cheez ko shareek
kerey jiska tujhay kuch bhi ilm nahi to unka kaha
na maanna. Haan duniya ke kaamo mai in ka achi
tarah sath dena aur jo shaks meri taraf ruju Kerley
uskay rastay per chalna. Phir tumko meri taraf laut
ker ana hai. Jo kuch tum kertey rahay ho uss se
phir mai tumko agaah kerdunga.
Tashreeh: Kaha na manna se murad battamizi nahi bulke unke
shirk kerne k dabo dalein ke bawajood deen pr qayem rahna
hai.
Agar tum islam qubool kerlo ya shaori musalman ban jao aur
maa baap abhi kufr pr hon ya riwaji musalman hon tab bhi tum
unki khidmat kerte rahna.
Hz Sa’ad bin abi Waqas rz farmatay hain ke yeh
ayat merey liye utri. Mai apni maa ka buhat
farmanbardaar tha, magar merey Islam lanay per
meri maa ne bhook hartaal shuru kerdi. Do din faqay
mai guzray to mainay kaha ke agar teri ek jaan ke
badlay sau bhi hotein to bhi mai Islam se nahi phirta
Is baat per unhoun ney bhook hartaal chodi.
Hadith: Nabi saw se Kabair ke mutaliq daryaft kiya gaya tou
aap ne fermaya k allah ke sath shareek banana aur maa baap
ki nafermani kerna, kisi admi ka qatal kerna aur jhoti gawahi
dena.
(sahi bukhari:2473)
Maa Baap ke Liye ki jane wali bahtreen Dua:
ِ
ِّ ‫َّر‬
‫ير‬
‫ص ِغ ًا‬
َ ‫ب ْار َح ْمهُ َما َك َما َرَّبَياني‬
Rabbir hamhuma kama Rabbayani Sagheera
(Al-Isra:27)
Aye Mere Rabb Jiss Tarha Unhon ne Mujhe Bachpan se Pala Ussi Tarha Tu bi
Unn pr Raham Ferma.
Amal
Makhlooq ki
farmanbardaari mai
Khaliq ki nafarmani
nahi kerni
Duniyawi kaamo mai
unka sath dena hai aur
kehna maanna hai
magar jahan Allah ki
nafarmani ki baat aye
wahan nahi maanni
Maa baap ki
khidmat kerni hai
ibadat nahi
Allah ki taraf lautnay
ka khauf rakhna hai ke
woh sub kaamo se baa
khabar hai
ِ
ٍ
‫ص ْخ َ ٍرة أ َْو ِفي‬
َ ‫ِّم ْن َخ ْرَدل فَتَ ُكن في‬
ِ َ‫بِها اللَّـه ۡ ِإ َّن اللَّـه ل‬
(16)‫طيف خبِير‬
َ
َ
ُ َ
‫ال َحَّب ٍة‬
َ َ‫ك ِمثْق‬
ُ َ‫َيا ُبَن َّي ِإَّنهَا ِإن ت‬
ِ ‫السَّماو‬
ِ ‫ات أ َْو ِفي ْاْل َْر‬
‫ض َي ْأ ِت‬
ََ
Luqman hakeem ne ek raaey ke danay ki misal deker
apnay betey ko samjhaya ke itna sa daana bhi agar
kisi pathar mai, ya asmano mai ya zameen mai chupa
hua ho to Allah usko qayamat ke din laamaujud
kerdeyga. Kuch shak nahi ke Allah Bareek been hai
Khabardaar hai.
Tashreeh: Raaey ke dane ki missal – Raaye ka dana bahut chota
jiss ka wazan toul may mahsoos na hota aur na tarazoo ke padle
ko jhuka sakta hai Allah usse bhi dekhta hai. Allah Al-Lateef hai.
Hadees : “agar tum may se koi shaks besuraakh ke pathar
may bhi amal karega jis ka koi darwaza ya khidki na ho’
Allah usse bhi zahir kerdega ,chahe wo kaisa hi amal ho”
(Musnad e Ahmed 3/28)
Andheri ratt may chalney wali choonti ki harkat se bhi Allah
bakhabar hai.
A
M
A
L
Apnay bachchon ko misal
deyker samjhana chahiye
ke unhe baat zahennasheen hojaye
Allah ke Khabardaar aur
Bareek been honay ka ehsaas
insaan ko gunah se rokta hai.
Iska ehsaas apnay bachon ko
dilaya jaaye takay bachay maa
baap se chup ker bhi ghalat
kaam na kerein.
Is cheez ka bhi ehsaas
dilana ke Allah humaray
her amal ko chahey woh
raaey ke dana ke barabar
ho qayamat ke din
samnay ley ayega.
‫ََّل َة‬
َ ‫َيا ُبَن َّي أ َِقِم الص‬
Luqman hakeem ne phir se apnay betey ko pyar
se bula ker kaha, ke namaz ki pabandi kerna
Pehlay Allah ka khauf dilaya aur samjhaya ke Allah her amal
ko dekh raha hai. Phir namaz ki baat ki takay betey ko
namaz chodnay mai yeh ehsas rahey ke Allah isko qayamat
ke din samnay ley ayega.
Amal
Pehlay bachchon ke eemaan ki jadd mazbuth
kerein phir faraaiz ki naseehat kerein
Jo shaks din mai panch waqt Allah ke samnay hazir
hoga, usko haq baat kehnay ki himmat ayegi. Woh logo
ki ghalat baaton per unko zarur rokeyga.
Namaz insaan ko buraayon se bachati hai. Namaz ke
zariye insaan ka Allah se gehra taaluq banta hai.
Jab tak namaz ki pabandi nahi hogi, Amar bil Maaruf aur
Nahi anil Munkar nahi hosakta.
Luqman apnay betey ko leadership quality sikharahe hain.
Jo bacha bachpan se hi trained hoga who baad mai ijatmai
kaam kersakeyga.
Hadith: Nabi saw: Meri Ankhon ki Thandak Namaz Hai.
ِ
‫اصبِ ْر َعلَ ٰى َما‬
َ ‫َيا ُبَن َّي أ َِقِم الص‬
ْ ‫ْم ْر بِاْل َم ْع ُروف َو ْانهَ َع ِن اْل ُمن َك ِر َو‬
ُ ‫ََّلةَ َوأ‬
ِ ‫إِ َّن َٰذلِ َك‬
ِ
ِ
ۡ ‫َص َاب َك‬
‫أ‬
(17)‫ور‬
‫ُم‬
‫اْل‬
‫م‬
‫ز‬
‫ع‬
‫ن‬
‫م‬
ْ
ْ
ْ
َ
َ
ُ
Aur Luqman hakeem ne kaha ke logo ko achay
kaam kernay ka mushwara detey rehna aur buri
baaton se mana kertey rehna. Phir farmaya ke jo
musibat tujh per aye us per sabar kerna. Beshak ye
badi himmat ke kaam hain.
Jab Amar bil Maaruf aur Nahi anil Mukar keringay to mukhalfat zarur hogi.
Log bura maaneingay aur mushkilaat bhi daal saktay hain. Isliye pehlay hi
naseehat kerdi ke sabar se kaam lena, kamzor mat pedna.
Sabar ke maani hain saabit qadmi.
‫ع ْزم‬Azm”
ke Maani hain: 1. kisi kaam ke liye pukhta irada kerlena. 2.
َ
milay hoye ahkamat ko anjam dene ke liye aur unn par jamne ke liye
jo himmat chahiye. 3. Allah ke qatai hukum ko manna
Hadees e Nabwi saw ka khulasa: Momin dou
tarah ke hotay hain 1. dheelay dhalay 2.
mazbuth. Allah ko donu pasand hain magar
mazbuth ziyada mehboob hain
Luqman hakeem apnay betey ko mazbuth momin banana
chahtay they.
A
M
A
L
Bachchon ko pehlay se khatray ke baray mai agaah kerkay
naseehat kerni chahiye
Apnay bachon ko mazbuth momin bananay ki koshish
kerni chahiye
ِ ‫ش ِفي ْاْل َْر‬
ِ ‫اس وََل تَ ْم‬
ِ ‫ص ِّع ْر َخ َّد َك ِل َّلن‬
ُّ ‫ض َم َرًحا ۡ ِإ َّن اللَّـهَ ََل ُي ِح‬
‫ب‬
َ ُ‫ت‬
َ
ٍ َ‫ُك َّل م ْخت‬
ٍ ‫ال فَ ُخ‬
(18) ‫ور‬
ُ
takkabur kertey hue logo ke samnay gaal na phulana aur
zameen mai akad ker mat chalna. Isliye ke Allah kisi
itranay walay shekhi khoray ko pasand nahi kerta.
‫صعِّر‬
َ Sa’ir : uont ki ek bimari jis se uski gardan tedhi hojati hai murad hai woh shaks jo takkabur aur ghurur ki wajah se logo se
‫رخ‬rukh
pher ley.
ُ
‫ َم َر ًحا‬Maraha: 1. haya aur sharam ki chadar ko utaar phainkna 2.
akarna, shiddat e farah 3. who nishat jis mai halka pan aur sabqi
paayi jaaey.
ٍ ‫ فَ ُخ‬Fa s tareekay se akad ker chalna ke dusron ko lagay ke who is
‫ور‬
kay samnay haqeer hain.
‫ ُم ْختَال‬Mukhtal: jo ghareeb rishtaydaaron ko pasand na kerey, itranay
wala.
‫ لِ َّلناس‬Logon se murad ghareeb rishtaydar, maa baap, kamzor log
wagera.
AMAL
Pehlay Allah se taaluq joda, phir
maa baap se, phir faraaiz ki
ehmiat yaad dilatay hue ijtamai
zimedari ki bhi naseehat ki, aur
ab ikhlaqi tarbiyat ki jarahi hai.
Isi tarteeb se bachon ko sikhana
chahiye.
Amr bil Maaruf aur
Nahi anil Munkar
keliye achay ikhlaq
aur ajizi zaruri hai.
(19)َ‫ح ِمير‬
َ ‫اْل‬
ِ
ِ ْ ‫اغض‬
ِ ِ
‫ت‬
ُ ‫ص ْو‬
ُ ْ ‫َوا ْقص ْد في َم ْشيِ َك َو‬
ْ َ‫ص ْوتِ َك ۡ ِإ َّن أَن َك َر ْاْل‬
َ َ‫ص َوات ل‬
َ ‫ض من‬
Apni chaal mai etadaal kiye rehna aur boltay waqt zara neechi
awaz rakhna. Unchi awaz ko gadhay ki awaz se tashbih di aur
kaha sub se buri awaz gadhay ki hoti hai.
Darmayana chaal chalnay ka hukum diya gaya.
Nabi saw ke ikhlaq mai narmi thi, tabiyat sakht na thi, Aap saw na shor
kertey, na Aap saw fauhash go the. Jo cheez dil ko na bhaati us mai nuqs
na nikaltay balkay us se ghaflat barattay, magar dusron ko naa umeed
bhi na kertey. Aap saw ne 3 cheezein chod rakhi thein 1. jhagda 2.
takkabur 3. jo kaam kiya na ho us mai na padna. (Riwayat)
AMAL
Apnay bachchon ko misal deker samjhana
chahiye.
Chaal aur dhaal achay rakhnay ki bhi naseehat
kerna chaye kyon ki momin apni chaal dhaal se
pehchana jaata hai.